Yeh video Walayat ki aqsam kamil e zaat aur kamil e hayat kon hote hain k bare mein hai.murshid e pak Syedna Gohar Shahi madazila ul aali ki London mein talbeen e haq se rohani nishist jis mein apne walayat ki iqsam k bare mein irshad furmaya k walion ki qsam hoti hain kuch kamil e zaat hote hain jin ka faiz un ki zandagi mein b aur jane k bad b aik jesa hi rehta hai.woh kamil e zaat wali kehlatay hain.kuch kamil e hayat wali hote hain jin ka faiz srif un ki zandagi mein ho hota hai jane k bad un ka faiz bund ho jata hai.wilayat ki iqsam hain jin mein 3 badi iqsam hain kamil e zaat ,kamil e hayat aur kamil e mumat.